Kiski kare ye baat, kisase kare ye baat....
Girate is desh ko bachane wala kaun hai.....
Rajneeti gaun, buddhajivi yahan maun......
Aur Janta bichari ko to sunta hi kaun hai.....!!
Kaisa aaya loktantra, vyavasay rajneeti....
Labh ka bana ye tantra, sewa kare kaun hai......!!
Aur bheed kahen, bhed kahe janta ko jo bhi kahe....
Bediyon se esako bachaane wala kaun hai....!!
Kisase kare ye baat, kiski kare ye baat...!
Girate is desh ko bachane wala kaun hai....
Rajneeti gaun, buddhjivi yahan maun
Aur janta bichari ko to sunta hi kaun hai...!!